Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePaying Guest (1957)
HomePaying Guest (1957)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere khadi hoon main phir bhi nigahen bichhaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai jala gaye tan ko baharon ke saaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla
aah chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa main chali main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane kuchh mausam hai diwaanaa kuchh tum bhi ho diwaane zaraa sunnaa jaan e tamnnaa o zaraa sunnaa jaan e tamnnaa itnaa to sochiye mausam suhaanaa kyaa kahegaa o o o chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa ha ha ha in adaaon ka zamaanaa bhi hai diwaanaa diwaanaa kyaa kahegaa aa ha ha chhod do aanchal zamaanaa kyaa kahegaa o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho aa ha ha ha o ho ho ho ho ho umm hmm hmm hmmm yun na dekho jaag jaaye pyaar ki angdaai ye rastaa ye tanhaai lo dil ne thokar khaayee yahi din
shamma jalti hai jale shamma jalti hai jale raat dhalti hai dhale chhod ke aisi mehfil hum nahin jaane waale haaye haaye haaye yeh nighaahein haaye haaye haaye yeh nighaahein kar de sharabi jise chahein jise chahein main to main to bhool gaya raahein raat hasin hai jawaan hain nazaare jhoom chale hum dil ke sahaare raat hasin hai jawaan hain nazaare jhoom chale hum dil ke sahaare aaj koi humko na pukaare hey hey hey rokti hain meri raahein mai ki botal jaisi baahein haaye haaye yeh nighaahein haaye haaye haaye yeh nighaahein kar de sharabi jise chahein jise chahein main to main to bhool gaya raahein yun jo samaan behka behka ho hum bhi zara behke to mazaa ho hey hey hey ho ho ho hmm hmm hmm yun jo samaan behka behka ho hum bhi zara behke to mazaa ho aankh piye aur dil ko nasha ho ho ho ho yeh ishaare yeh adayein mai ki botal jaisi baahein haaye haaye yeh nighaahein haaye haaye haaye yeh nighaahein kar de sharabi jise chahein jise chahein main to main to bhool gaya
maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin yaaron ka chalan hai ghulami deten hai haseenon ko salami yaaron ka chalan hai ghulami deten hai haseenon ko salami gussa na kijiye jaane bhi dijiye bandagi to bandagi to lijiye sahab maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin toota phoota dil ye humara jaisa bhi hai ab hai tumharaaaa toota phoota dil ye humara jaisa bhi hai ab hai tumharaaa idhar dekhiye nazar phenkiye dillagi na dillagi na kijiye sahab maana janaab ne pukara nahin kya mera saath bhi gawara nahin muft mein ban ke chal diye tan ke wallah jawaab tumhara nahin maana janaab ne pukara nahin mashaalla kehna to maana ban gaya
o o ho ho nigahein mastana dekh samma hai suhaana teer dil pe chalake haan zaraa jhuk jaana o ho ho o nigahein mastana umm hmm hmm dekh samma hai suhaana umm hmm hmm teer dil pe chalake hmm hmm haan zaraa jhuk jaana o ho ho o nigahein mastana umm hmm hmm hmm umm hmm hmm koi dekhe nasheeli aankhein mal mal ke dil kaise bane na deewana shamma kare hai ishaare jab jal jal ke kaho kya kare parwaana ho ho o nigahein mastana umm hmm hmm dekh samma hai suhaana hmm hmm teer dil pe chalake hmm hmm haan zaraa jhuk jaana o nigahein mastana hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm daaman na bachaana mere haathon se armaan ke gale se lag jaana jale chaand sitaare jin baaton se sun jaa wahi afsaana ho ho o nigahein mastana umm hmm hmm dekh samma hai suhaana umm hmm hmm teer dil pe chalake hmm hmm haan zaraa jhuk jaana o nigahein mastana aa haa haa aa aa aa o o aa aa aa aa o o basti ke diyon ko bujh jaane de lehraake na ruk
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Phir Nikla Paying Guest (1957) 04:11 12147
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 12147   

Chhod Do Aanchal Zamaanaa Kyaa Kahegaa Paying Guest (1957) 04:29 12086
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 12086   

Haay Haay Yeh Nighaahein Paying Guest (1957) 04:38 13946
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:38   Song Number : 13946   

Maana Janaab Ne Pukara Nahin Paying Guest (1957) 04:20 20887
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:20   Song Number : 20887   

O Nigahein Mastana Paying Guest (1957) 04:55 12109
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 04:55   Song Number : 12109